Kyon Ki Itna Pyar-Kyon Ki...(2005)

Kyon Ki...

Movie : Kyon Ki...(2005)
Directed : Priydarshan
Song : Kyon Ki Itna Pyar
Music : Himesh Reshammiya
Language :Hindi

Song Lyrics

Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham

Kya Jaan Loge Hamari Sanam

Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham

Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham

Kya Jaan Loge Hamari Sanam

Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham

Kya Jaan Loge Hamari Sanam

Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham

Hamare Dil Ki Tum Thodi Si Kadar Kar Lo

Ham Tumpe Marte Hain Thodisi Fikar Kar Lo

Fikar Kar Lo

Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham

Kya Jaan Loge Hamari Sanam

Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham


Tune O Jaana Deewana Kiya Hain

Deewana Kiya Is Kadar

Deewana Kiya Is Kadar

Chahat Mein Teri Bhulaya Jahaan Ko

Na Dil Ko Kisiki Khabar

Na Dil Ko Kisiki Khabar

Rago Mein Mohabbat Ka Ehsaas Jara Bhar Lo

Ham Tumpe Marte Hain Thodisi Fikar Kar Lo

Fikar Kar Lo

Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham

Kya Jaan Loge Hamari Sanam

Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham


Tumse Hain Saansein Tumse Hain Dhadkan

Tumhise Hain Deewangi

Tumhise Hain Deewangi

Rab Ne Hame Di Hain Tumhare Liye Zindagi

Tumhare Liye Zindagi

Wada Sang Jeene Ka Tum Jaane Jigar Kar Lo

Ham Tumpe Marte Hain Thodisi Fikar Kar Lo

Fikar Kar Lo

Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham

Kya Jaan Loge Hamari Sanam

Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham.

Post a Comment

0 Comments