So Gaya Yeh Jahan -Bypass Road(2019)

Bypass Road


Movie : Bypass Road(2019)
Directed : Naman Nitin Mukesh
Song : So Gaya Yeh Jahan
music : Raaj Aashoo,Rohan-Rohan,Sharib-Toshi
Language: Hindi

Song Lyrics

Yeh dard ke lamhe
Sard hawaaye
Zindagi sehmi
Saans kaise aaye
Yeh khauf hai dil mein
Ki dheere dheere
Teri khamoshi
Jaan le na jaaye

Kis mod pe zindagi le aayi bewajah

So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan
So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan
So gayi ye saari manzilein
Ye saari manzilein
So gaya hai rasta

So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan
So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan

Yeh dard har lamha soney nahi deta
Door hoke tumse, hone nahi deta

Yeh dard har lamha soney nahi deta
Door hoke tumse, hone nahi deta

Yeh dard ke lamhe
Sard hawaaye
Zindagi sehmi
Saans kaise aaye

Yeh khauf hai dil mein
Ki dheere dheere
Teri khamoshi
Jaan le na jaaye

Kis mod pe zindagi le aayi bewajah

[Nitin Mukesh]
So gaya yeh jahaan, so gaya aasmaan
So gaya yeh jahaan, so gaya aasmaan
So gayi hain saari manzilein
Ho saari manzilein
So gaya hai rasta!

[Jubin Nautiyal]
So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan
So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan

Post a Comment

0 Comments